Yeh Jo Doobi Hain Meri Ankhein Ashkon Ke Dariya MeinYeh jo doobi hain meri ankhein ashkon ke dariya meinYeh matti ke puttalon par bharose ki saza hai
Log Puchte Hain Kyon Surkh Hain Tumhari AankheinLog puchte hain kyon surkh hain tumhari aankheinHans ke keh deti hoon raat ko so na sakiLakh chahoon bhi magar yeh keh na sakoonRaat ko rone ki hasrat thi magar ro na saki
Aansu Na Hote To Aankhein Itni Khoobsurat Na HotiAansu na hote to aankhein itni khoobsurat na hotiDard na hota to khushiyon kee koi keemat na hotiPoori karta jo rabb yun hi sab muradeinTo ibadat kee kabhi zaroorat na hoti
Jigar Ho Jaega Chhalni Yeh Aankhein Khoon Royeingi WasiJigar ho jaega chhalni yeh aankhein khoon royeingi wasiBe fainz logon se nibha kar kuch nahi milta
Jinki Aankhein Aansuon Se Nam NahiJinki aankhein aansuon se nam nahiKya samjhte ho use koi gham nahiTum tadap kar ro diye to kya huaGham chhupa ke hasne wale bhi kam nahi
Jigar Ho Jaega Chhalni Yeh Aankhein Khoon Royeingi WasiJigar ho jaega chhalni yeh aankhein khoon royeingi wasiBe fainz logon se nibha kar kuch nahi milta